Sunday, 6 November 2016

Marham
jeher peekar bhi kadam Sambhale Hein
badale hue wawt k sath
khokar khud ko bhi khud ko
jana h
ki bura nhi maykhano ka sath
Safar ye Mandir se maykhane ka nahin
sach parakhane ki Jidd h
ki Luti draupadi bhi thi
to wazood Kanha ka bhi h.
paak aur pawan m aj bhi hu
bas safar Sita se r adha ka h
halaq se waqt ka har niwala nikala h
par sach ka daaman utna hi ujla h
biwi ,bahu, b ehen o beti har roop
ghayal hua h
tohmato ka safar Kahan abhi thama h
Magar th am gaya tha vo junoon
jo sabko bandhne KO besabra tha
kuch asar baki Tha Magar us jiddo jehed ka
ki Phir ghar najr aane laga h
mere har Jakhm ka jawab
Ab Marham ho Jane laga h
shruti sharma

No comments:

Post a Comment